Sunday, March 25, 2012

Rabta - Agent Vinod Guitar Chords, Lyrics, Tabs, Song Facts & Meanings


Rabta Agent vinod guitar chords lyrics
Back after a while. Watched this movie today Agent Vinod and I quite liked it. Also loved this song from this movie, "Rabta". Simple and beautiful song with lovely lyrics, the word Rabta seems to be an urdu word, tried finding the meaning on Google but couldn't find anything. Then checked with a friend who knows a good bit of Urdu and he says the direct meaning of Rabta is "Contact/Connection".. the line "Kuch toh hai tujhse Rabta" kind of sums the whole song, it would mean that "I really some kind of connection with you".

The album has two versions of the song, the first one sung by Arijit singh, and the other one is kind of a slow and acoustic version sung by Shreya Ghoshal. Guitar chords are very simple and can also be played by beginners who know a few chords.

And like I always tell you all, play slow, play with the track a couple of times, practice and then you will master playing this song.

Rabta - Agent Vinod Guitar Chords, Lyrics, Tabs, Song Facts & Meanings



(C)Kehte hain khuda ne iss 

(Am)Jahan mein sabhi ke liye

(C)Kisi na kisi ko hai 
(Am)Banaya har kisi ke liye
(F)Tera milna hai uss rab ka ishaara maanu
(G)Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye

(C)Kehte hain khuda ne iss 
(Am)Jahan mein sabhi ke liye
(C)Kisi na kisi ko hai 
(Am)Banaya har kisi ke liye
(F)Tera milna hai uss rab ka ishaara maanu
(G)Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye

(C)Kuch toh hai tujhse raabta
(Am)Kuch toh hai tujhse raabta
(C)Kaise hum jaane hume kya pata
(Am)Kuch toh hai tujhse raabta
(F)Tu humsafar hai, phir kya fikar hai
(G)Jeene ki wajah hi yahi marna issi ke liye

(C)Kehte hain khuda ne iss 
(Am)Jahan mein sabhi ke liye
(C)Kisi na kisi ko hai 
(Am)Banaya har kisi ke liye

(C)...(F)...(Am)...(G)
(C)...(F)...(Am)...(G)
(Dm)...(C)...(F)...(C)

(Am)Meharbaani (C)jaate jaate 
(F)Mujh pe kar (C)gaya
(Am)Guzarta sa (C)lamha ek 
(F)Daaman bhar (G)gaya

Tere (F)nazara (C)mila 
Roshan (Am)sitaara (G)mila
Takdeer (F)ki kashti(G)yon ko
(Am)Kinara (G)mila

(C)Sadiyon se tarse hai 
(Am)Jaisi zindagi ke liye
(C)Teri sauhbat mein 
(Am)Duaayein hain ussi ke liye
(F)Tere milna hai uss rab ka ishaara maanu 
(G)Mujhko banaya tere hi jaise kisi ke liye

(C)Kuch toh hai tujhse raabta
(Am)Kuch toh hai tujhse raabta
(C)Kaise hum jaane hume kya pata
(Am)Kuch toh hai tujhse raabta
(F)Tu humsafar hai, phir kya fikar hai
(G)Jeene ki wajah hi yahi marna issi ke liye

(C)Kehte hain khuda ne iss 
(Am)Jahan mein sabhi ke liye
(C)Kisi na kisi ko hai 
(Am)Banaya har kisi ke liye